Released on April 13, 2020

Thumbnail

Mahan on the beat boy!

Kalamkaar yeah!

Bhayankar banger!

Na na kholo club ka door

Aaye bande khab paani khali kar do floor

Shot shot shot jara sabko do

Ek ghoont mein hi down we're ready to go (go)

Lag gayi aag aa bhi jo beej bonfire

Main paidaisi aag bonfire (fire)

Saare bolo #Raa (#Raa)

Kyuki mujhe tumhi ne banaya

Bolo swag wala gaana kaun laya?

Kaun laaya? (main)

Main Hulk hoon baaki halke

Main aaj hoon baaki kal ke

Main daud mein aaya kafi chalke

Jo jalte unke khulte aankhon ke nalke

Tip tip tip! Tip tip tip!

Heera banda heera pehne drip drip drip

Karo saari fuddu baatein skip skip skip

Yeh beat hai mahan ki to drip drip drip..

Haan mera dil bhar aayega

Haan mera dil bhar jayega

Haan jab haath pakad ke

Mera yaar mujhe club mein nachayega

Haan mera dil bhar aayega

Haan mera dil bhar jayega

Haan jab hath pakad ke

Mera yaar mujhe club mein nachayega

Aaye hain nawab darwaaza kholo club ka

Hum intezaar karein hum pe nahi jachta

Aye! Humein janta nahin tu (hahaha!)

Ye to mujhe sach hi nahi lagta

Dhyaan se dekh apni aankhe kholke

Jo bhi bolna hai aake bolde

Dhoni jaisi thodi meri harqatein baby

Chakke maarta hoon last ball pe

Na kara karo fikar zara

Meri jaan mera jigar bada

To thhodi tu bhi liquor chadha

Bekhauf tu bhi trigger daba

Aankhon se goli maaru goli nahin chukti

Taane khhake sath tha or tarife bhi khoob ki

Ek hi baat badi chubhi thi maashook ki

Banda poora khhake bhi wo haddiya nahin thukti

Haan mera dil bhar aayega

Haan mera dil bhar jayega

Haan jab hath pakad ke

Mera yaar mujhe club mein nachayega

Haan mera dil bhar aayega

Haan mera dil bhar jayega

Haan jab hath pakad ke

Mera yaar mujhe club mein nachayega...