Shaad

By Parvaaz

Thumbnail

Aasmaan kyun, khil ke ye khila bhi kyun nahi

Tune jo kaha, maine suna bhi kyun nahi

Shaad

Shaad

Aaftaab kyun, khil ke ye khila bhi kyun nahi

Tune jo kaha, maine suna kyun nahi

Shaad

Shaad

Aaj to koi, pooche bina

Sath wo raha, yun khaamkha

Beshaq sitam, hue humpe yun janaab

Malaal jo rakhe, jazaa ki jagah hui kahan

Shaad

Shaad

Khaar phir bhi saath hai

Na dil ka karaar hai

Shaamein bari wo nahi

Dor hai ki zaat ko

Nahi bair tumse

Shaamein bari wo nahi

Aaj to koi, pooche bina

Sath wo raha, yun khaamkha

Beshaq sitam, hue humpe yun janaab

Malaal kyun rakhe, dil khamkha

Haaaa

Haaaa

Haaaa

Haaaa

Aj bhi ye raaz hai

Roz nar-daraaz hai

Tune kya ye keh dia

Mijaaz kyun jawaaz hai

Hoooo

Hoooo

Hoooo

Hoooo

Aasmaan kyun, khil ke ye khila bhi kyun nahi

Tune jo kaha, maine suna bhi kyun nahi

Shaad

Shaad