Mushq-e-Gul

By Parvaaz

On Kun

Released on October 18, 2019

Thumbnail

Mushq-e-Gul hai kya

Rang-o-bo kahan

Majlis-e-wafa zikr-e-yaar hai

Muntakhib wahin ikhtitam ho

Khol de zubaan gar jo raaz hai

Chod na kaha, kisne kya suna

Guftagoo koi be-wajah si hai

Husn ki kami aa bhi jaye to

Ishq ki dua karsaaz hai

Daag-e-dil liye khaaq mein mile

Hasratein sabhi khamakha ki hain

Na koi adah dil lubhaye to

Uff kare zubaan, kya majaal hai