Released on June 21, 2021

Thumbnail

[HOOK]

Yeh badlav hai badlav hai badlav hai badlav hai

Mujhe laga ki yeh khwab hai ruka hua hawa mai

Mai ruka hua tha tham gaya

Mai nahi chala chali sari meri galtiyan

Maine kaha ki mai bachpan mai masoom

Badli masoomi aur khud pe amal kiya


[VERSE]

Ruka

Mai hawa mai toh phir asman yeh khali kyun hai

Dekha

Khali yeh jahan

Yeh zamana hai nakhush

Zamana nahi hai

Zamaana badalta hai

Fasana yahi hai

Chup

Mai yahan pe betha chor hun

Mai tera yaar nahi

Mai koi aur hun

Tu ab tak

Na jaane mujhe theek se

Bahari mai kathor aur andar kamzor hun

Mujhe jaanta nahi koi

Mera yaar bhi ajeeb hai

Mujhe hui khudi haasil

Wo ek hi azeem hai

Khuda mujhe rok lena

Kaha gaya hai gunahon mai mai geer hun

Khuda mujhe rok lena

Mai toh khoon se hun laal jani jaise kashmir hun

Mai khali betha bistar mai

Koi kaam bhi nahi hai

Mai khali betha is tarha

Aaraam bhi nahi hai


[HOOK]

Yeh badlav hai badlav hai badlav hai badlav hai

Mujhe laga ki yeh khwab hai ruka hua hawa mai

Mai ruka hua tha tham gaya

Mai nahi chala chali sari meri galtiyan

Maine kaha ki mai bachpan mai masoom

Badli masoomi aur khud pe amal kiya