Warning

By RoyGin

Released on August 7, 2020

Thumbnail

Saalo ye bolo ab kiski li hai

Tum jab tak zinda toh, hum kaise ji le

Chul inke G mein

Sarr pe toh C hai

Sarr inke peeche

Kyunki sarr se toh dheet ye

Bhai bas janta badi chaiye

Kaam chote sare bas lagne bade chaiye

Wo jaan dega

Khali apne kaam lega

Hota aise to dil pe ni baat lagni chaiye

Kuch bhi karte

Inn sab ko dikkat

Popat lal waali

Inn sab ki fitrat

Ban karo ye

Ban karo woh

Ban karo ban ko

Abey sunno ban chord

Gyaan de na sab ko

Mei thak gaya

Tu bagh gaya

Tu Rakh gaya

Views ke naam pe

Tu hagg gaya

Kar gaya bandh

Dukaan meri bandh

Do kaan mere khule

Par muh mera bandh

Mei Baar baar boloon

Mei bar waar kholoon

Nah hua kuch haasil

Bata kyu soloon

Tum hum pe sote

Par mei nah chhodu

Jaise Maanji

Pura pahad mei khodu

Chal kat

Har harkat me sir dard

Aur har had me badkr ye dhondhe bas barkat

Itni badi nafrat

Inki choti soch faili aisi le paoge karvat ni

Badi badi baat

2 Pese ki akal nai

3 Baat sach

Aur inn salon ki kilas gyi

Phati padi g**

Ghati nai nawabi samjh aya sale aise kyu hote safal nai

Choti baato pe phul jaate b**

Choti hai inki soch toh hum bhi kya dosh de

Saale jaake Chamak le morning tak

Kyunki warning aane par

Koi na aayega hume rok ne

Choti baato pe phul jaate b**

Choti hai inki soch toh hum bhi kya dosh de

Saale jaake Chamak le morning tak

Kyunki warning aane par

Koi na aayega hume rok ne

Bhai bas ek khali warningg ki kami thi

Par toh inhe sali jami nai

Inhe diss dedo

Inki khwashion pe pair rakhe risk lelo

Thoda fame dedo

Kis kaam ka wo game jiska aim demo

Kis kam ka support jiska bhes camo

Ise race nai tum chase kehlo

Kaand aisa kro sedha seedha F lelo

Ye bat achi

Lage khali jab tera sunne ka maan ho

Ye waqt sala beet jayega

Isi ki tu chaud me zyada mat uchal bro

Aaja khaloon tujhe

Mei hoon Pennywise

Tera penny wise

Mera pen hi wise

Mera pen device

Karta hai katal aur gaata hai ghazal

Chalta hai itna ki karta hai hustle

Sapne apne bohot, neend tabhi kam

Ban na hume goat, aankh tabhi numb

Ye hai warning shot, chadna hume charam

Hiphop apna dharam

Choti baato pe phul jaate b******

Choti hai inki soch toh hum bhi kya dosh de

Saale jaake Chamak le morning tak

Kyunki warning aane par

Koi na aayega hume rok ne

Choti baato pe phul jaate b******

Choti hai inki soch toh hum bhi kya dosh de

Saale jaake Chamak le morning tak

Kyunki warning aane par

Koi na aayega hume rok ne