Kyu yeh dil ki bechaini beemari bann rahi?
Kyu palke aankhon ke abh sapno mei bhi hai khuli?
Kyu kadam mere rastei pei seedhei na challei?
Kyu din raat dhundhu tujhe mai teru khidki pei?
Mujhe pata hai ke koi aur
Tumhara saaya banega
Lekin andheron mei
Wo saaya
Tumhe chorh jaayega
Mai ujaala hu
Oh
Neha wo dekho aasmaan
Oh
Neha humko waha udhna tha
Oh
Neha khwaab se mai giraa jabh tumhe raah modh liya
Oooo
Oh
Neha wo dekho samandar
Oh
Neha humko waha taidna tha
Oh
Neha khwaab mei dooba jabh tumne mujhe chorh diya
Oooo
..
Kaun hai yeh tumhara haath pakad ke sirf aankhon mei dekh raha?
Aankhon ke aayinei pei mera hi chehra nazar aya
Mujhe pata hai
Ke mai paagalon
Jaise yeh sabh
Likh raha
Lekin abh tumhare
Aadat mei
Mai beemar ho gaya
Meri dawaa tum
Oh
Neha wo dekho aasmaan
Oh
Neha humko waha udhna tha
Oh
Neha khwaab se mai giraa jabh tumhe raah modh liya
Oooo
Oh
Neha wo dekho samandar
Oh
Neha humko waha taidna tha
Oh
Neha khwaab mei dooba jabh tumne mujhe chorh diya
Oooo
Puri zindagi mai rukunga
Iss uljhan mei mai bhatkunga
Abh jab kissi aur ki ho tum
Mujhe abhi
Yaha kahi
Jana nahi
Oh Neha(Neha wo dekho aasmaan)
Waapas aaona
Oh Neha(Neha wo dekho aasmaan)
Waapas aaona
Oh
Neha wo dekho aasmaan
Oh
Neha humko waha udhna tha
Oh
Neha khwaab se mai giraa jabh tumhe raah modh liya
Oooo
Oh
Neha wo dekho samandar
Oh
Neha humko waha taidna tha
Oh
Neha khwaab mei dooba jabh tumne mujhe chorh diya
Oooo
Oh Neha(Neha wo dekho aasmaan)
Waapas aaona
Oh Neha(Neha wo dekho aasmaan)
Waapas aaona