Bas Kuch Aur Pal

By Rohan Saha

On Chasing Love

Released on December 15, 2022

Thumbnail

Na jaane kitno ko chua hai maine

Na jaane soya hai kitno ke saath maine

Kami teri khalti hai kyu har pal mujhe?

Ehsaans tera kyu mil raha hai nahi kahi abhi aur mujhe?

Kaha tha tumhe yaad nahi karunga

To maine kyu phir tumko yaad kiya?

Yaade jo thi

Aansuon mei mit gayi

Bas kuch aur pal

Phir koi wajoot nahi

Yaade jo thi

Aansuon mei mit gayi

Bas kuch aur pal

Phir koi wajoot nahi

Badan unke jo namkeen thi

Ehsaans tera ab mit gaya

Khwaab aankho mei dhundle thei jo

Barsaat mei wo dhul gaya

Kaha tha tumhe yaad nahi karunga

To maine kyu phir tumko yaad kiya?

Yaade jo thi

Aansuon mei mit gayi

Bas kuch aur pal

Phir koi wajoot nahi

Yaade jo thi

Aansuon mei mit gayi

Bas kuch aur pal

Phir koi wajoot nahi

Kaha tha tumhe yaad nahi karunga

To maine kyu phir tumko yaad kiya?