Lucky You (Hindi Version)

By Rob C

On ROBATHON

Thumbnail

Mujhe Ni Zara bhi tension

Mujhe toh karna bas kaam

Gaano pe gaane baaton pe baatein

Jo karta hate usko bas laatein

Aajtak na kisi se maangi hai beekh

Abhi tak Roz beere leta mein seekh

Zindagi kutti tabhi main kutta

Aire gaire ki main awein ni sunta

Mujhe na Kario judge

Abhi tujhe kuch nahi pata

Jaake thode paisa kama

Jaake izzat thodi kama

Ye zindagi hai jaise jooa

Allah se kar tu dua

Ki tere mere ye faasla Bana rahe

Kyonki tu chooha

Kya bolega tu ?

Kya bolega bolega bolega bolega tu ?

Kya bolega bolega bolega bolega tu ?

Kya bolega bolega bolega bolega tu ?

CHAL SUNN

Baat meri Sun le ye rapping ka keeda na keeda ye toh meri Jaan hai

Kamesh Ko koi nahi jaanta kyonki rob hi asli Pehchaan hai

Ye Naam kaise pada ye Naam kaise bada

Ye asli ya nakli ye pagla wo pagli

Main rap game ka bunty saath meri babli

Pehle thi kaafi saari wo kattli

Meri satakli mathe ki baj gai

Ladte jhagadte ye zindagi Nikal gayi

Abhi bhi shikwe hain jinko wo sunnlo

Fuck bache nahi hain dene Ko tumko

Kaanch ke tukdo pe challke main foola

Apne Ko khoke phir apne Ko dhoonda

Gaeron pe Kiya tha kaafi Bharosa

Par wo saale nikle the Sosa

Iss saal main roya baap Ko khoya

Naani Ko khoya raat Ko na soya

Poore hi saal mein mushkilein boht thi

Har ek mauke par ma mere saath thi

Kehne ko bhai saare kasayi

Waqt aane pe thi sabbne maraayi

Zamana hai jaali dimaag bhi hai khaali

Mooh pe qawaali Dil mein gaali

Tu jaise bhansali thappad na khaalyn

Meri fasal ke kyon bante sab maali

10 saal kari raatein Kaali

Nasho ki kabhi bhi aadat na paali

Aage laga naaka teri ma ka saaki naaka

Meri zindagi mein jhaanka tere sir pe hai taanka

Ulta hai taanga jaali bando ka janaaza

Mujhe rab ne nawaaza Khola Naya darwaza

Tere bhai pe na aane diya anch Zara sa

Shuru se hi main apne hi pairon pe khada tha

Sapno ke liye Apne ghar pe lada tha

Baap mera kehta munda bigad Gaya tha

Fake rapperon pe thoda chad sa Gaya tha

Paara hadd paar thoda kar sa Gaya tha

Log kehte rob thoda badal Gaya tha

Badal Gaya tha ? Satak Gaya tha

Rap ne bachaya meri doobti naav Ko

Marne se pehle hua garv mere baap Ko

TV pe aaya main khud ke dum pe

Label ke saath aaya khud ke dum pe

Mehnat ke dum pe, chhod bhramm be

Jaante hai log mujhe dilli se bumbay

Sochoge bologe mooh ko Tum khologe

Mere hi shabdo Ko phir tum marodoge

Gaane ye sunnke tum khud Ko hi kosoge

Mere saath beef matlab khud Ko hi chodoge

Kala Ko jaano tum andhon mein kaano

Ye Baatein Ko maano aur mujhe pehchano

Mere Naam mein hi kaam tujhse na hai koi Pehchaan

Tu sanson Ko le thaam ye Gaana jaise baaann BEERAY

Mujhe Ni Zara bhi tension

Mujhe toh karna bas kaam

Gaano pe gaane baaton pe baatein

Jo karta hate usko bas laatein

Aajtak na kisi se maangi hai beekh

Abhi tak Roz beere leta mein seekh

Zindagi kutti tabhi main kutta

Aire gaire ki main awein ni sunta

Kya bolega tu ?

Kya bolega bolega bolega bolega tu ?

Kya bolega bolega bolega bolega tu ?

Kya bolega bolega bolega bolega tu ?