[Chorus: Rawal]
Jab phati teri gaand, bitch I know you call your mama
Mummy toh AIIMS mein mar gayi, ab chahiye bank mein commas
Paison ka hai bistar jispe sone ka iraada
Tu baap ke note udata, main baapu ke note badhata, bitch!
[Verse 1: Rawal]
Bhookh hai pet mein itni jaise rakha Karwa Chauth 365 din
Kyunki dekha sapna bada bohot
I got frenemies, mooh pe mere bolta nahi koi zyada
Par peeth peeche waar inko bohot achhe se aata
Bullet ke silencer faad denge tere kaan (Brrr)
West side, baby, yahan pe chalti ye dukaan (Oof)
Mann ke mastishk mein basa bachpan ka ganda gaanja
Kisi pe trust nahi zyada, apni gaadi khud chalata
[Verse 2: Rawal]
Young designer, rhymer, dono dhandhe karta kill
18 floor beche, bana di fir Sherdil
Haan, sab chahiye tha mujhe, ab sab lene ko taiyaar
Wo chaahti mujhse pyaar, par main chaahta naye hathiyaar
Bachpan mein dekh li aisi cheezein, bada ho gaya jaldi
Andar ka bachha zinda, par bohoton se ho gaya katti (Haha)
Haan, mat poochh kaisi lagi, uski album lagi tatti (Bitch!)
Jo bhidna chaahta, kar do psychiatric ward mein bharti
[Verse 3: Rawal]
Duniya mein nahi mere jaisa koi bhi maai ka laal (Facts)
Launde gaane sunte, milke bolte "bhai, kamaal"
It's blow up season, baby, and I'm feeling like a bomb
Ab kaafi upar jaane waala tere bhai ka daam (Prrr)
[Chorus: Rawal]
Jab phati teri gaand, bitch I know you call your mama
Mummy toh AIIMS mein mar gayi, ab chahiye bank mein commas
Paison ka hai bistar jispe sone ka iraada
Tu baap ke note udata, main baapu ke note badhata, bitch!
[Outro]
(Instrumental)