Released on April 18, 2023

29K Views

Thumbnail

[Intro]

Yeah-ye-ye-yeah

Yeah-yeah

Yeah-ye-ye-yeah

Hmmm-hmmm

Uhmm, jahan main masti me ghumu

Main karta dua ke hasti rahe tu

Haan bhula main jahaan, main masti me ghumu

Main karta dua ke hasti rahe tu


[Chorus]

Haan bhula main jahan, main masti me ghumu

Main karta dua ke hasti rahe tu

Haan bhula main jahaan, main masti me jhumu

Main karta dua ke hasti rahe tu


[Verse 1]

Jab paas na hota hun toh, bade khush rehte ho

Jab paas main aa jaaun, bade chup rehte ho

"Aisa kuch bhi nahi hai" bolo kyun kehte ho

Arey jaana hai toh jaao, gham kyun sehte ho?

Mujhe pata hai main tumko jaane dena paaunga

Aur tum bhi ho ziddi ki main rok na paaunga

Mujhe pata hai main tumko jaane dena paaunga

Aur tum bhi ho ziddi ki main rok na paaunga


[Chorus]

Haan bhula main jahan, main masti me ghumu

Main karta dua ke hasti rahe tu

Haan bhula main jahaan, main masti mе jhumu

Main karta dua ke hasti rahe tu


[Verse 2]

From many calls to knockin' at your door

You werе hangin' my phones, yeah, you left me all alone

Now, I don't wanna know, where were you all my love?

Stay happy, smile more, que será-será, mi amor

Chal khatam kar de tu teri-meri ye kahani

Humein alag kar degi, koi taaqte roohani

Tu bas khush rahe, jiyein, tujhe dua hai humari

Haan, tujhe dua hai humari

Tujhe dua hai humari


[Verse 3]

Tumko toh yaad hoga

Jab gale lage aakhiri baar

Maine na tha haath chhoda

Pata na mile kab agli baar

Tumko intezaar hoga

Ke jaayega kab tu yaar

Jaana jab pyaar hoga tab samajh jaaoge yaar


[Bridge]

Haan bhula main jahan, main masti me ghumu


[Chorus]

Haan bhula main jahan, main masti me ghumu

Main karta dua ke hasti rahe tu

Haan bhula main jahaan, main masti me jhumu

Main karta dua ke hasti rahe tu