Released on April 15, 2021

Thumbnail

[Intro: King]

You already know what it is?

King is in the building!


[Chorus: King]

Kabhi fir na milein

Na aap shikwa karein

Zamana bole casanova

Ab jana hum kya karein?

Kabhi fir na milein

Na aap shikwa karein

Zamana bole casanova

Ab jana hum kya karein?


[Verse 1: King]

I never break a heart ye cheezein mujhpe nahi jachti

Oo baby i never play that part, tu kya hi nikaalegi galti

Main tere saamne fir tere peeche kyun ilzaamon ki kashti

Main kyun hi churaaunga jeetne mein jab der nahi lagti

Kehti dil ye mera tha seene mein jab raat

Ko soyi thi

Shayad tu hai vo jiski vajah se baad me royi thi

Pata hi na chala tujhse pyaar ho gaya!

Darwaza dekhti rahi intezaar ho gaya!


[Chorus: King]

Kabhi fir na milein

Na aap shikwa karein

Zamana bole Casanova

Ab jana hum kya karеin?


[Verse 2: Rahul Sathu]

Tum kehti kehti thi

Pyaar na karengе hum

Maine bola tha kho dunga tujhko to dhoondhega tera sanam!

Teri galti hui

Ese bichhde hum

Tune khel ke tode usool

Ab na rakhna koi bharam

In hothon mein band baatein teri meri

Raaz na kahi khul jaaye!

Kisi raste milo tum kabhi ek duje ko dekhke hass jayein

Aur ghuzro tum saamne aage ko badh jao peeche fir mudna nahi

Zamana ye padhlega nazron ki baatein humari

Main tujhse bas kehna yahi..


[Chorus: King]

Jo kabhi hum na milein

Na aap shikwa karein

Zamana bole Casanova

Ab jana hum kya karein?

Kabhi fir na mile

Na aap shikwa karein

Zamana bole Casanova

Ab jana hum kya karein?


[Outro]

Casanova

Casanova!