Bhedchaal

By KAPOW!

Released on May 10, 2024

Thumbnail

[Verse]

Aankh band kar tu

Peecha kare jo yun

Darr ki chadar me

Nakal kare bas tu

Kho chuka hai tu

Apne khayaalon ko

Nochta hai bas

Apne tu baalon ko

Hey

Aankh band kar tu

Peecha kare jo yun

Darr ki chadar me

Nakal kare bas tu

Kho chuka hai tu

Apne khayaalon ko

Nochta hai bas

Apne tu baalon ko

Qaid me yahan wahan

Le raha panah kahan

Jhooth se sanah tu jayega kahan


[Chorus]

Bhed chaal

Sabka ye haal

Khud se kyun nahi tu poochta hai ye sawaal

Bhed chaal

Tu kyun behaal

Apne liye khud tu kyun nahi hai sochta


[Verse 2]

Ankh band kar tu

Daundta hai yun

Samaaj ki sun kar

Bas So gaya hai tu

Jhoothon se bhari

Inki jo baatein hai

Vash me karke ye

Tujhko satati hain

Hey!

Qaid me yahan wahan

Le raha panah kahan

Jhooth se sanah tu jayega kahan


[Chorus]

Bhed chaal

Sabka ye haal

Khud se kyun nahi tu poochta hai ye sawaal

Bhed chaal

Mach raha bawaal

Apne liye khud tu kyun nahi phir sochta


[Outro]

Bhed chaal

Tumse sе ye sawaal

Kyun nahi tumhara dil tumhe hai tokta

Bhed chaal

Dеkho ye kamaal

Mai tumhare jaisa bilkul nahi sochta