Blow Up

By J Trix

Released on January 20, 2023

Thumbnail

[Chorus]

Ye kare mujhe phone ab kyu

Ana chahte in my zone ab kyu?

Chahiye bas clout kyuki

Inko bhi maalum main hone waala blow up soon

Ye kare mujhe phone ab kyu

Ana chahte in my zone ab kyu?

Chahiye bas clout kyuki

Inko bhi maalum main hone waala blow up soon


[Verse 1]

Raato raat tracks bane

Deal done cash bane

Jeb me hum racks leke

Ghar jaake stacks bhare

Koi bhi nai lack kare

Gang mera back to back, hai

Karta grind na relax kare

Ghar ko banana landmark

Hai banaana benchmark

Jo karna suprass

Koi soche bhi toh gaand fate chaar baar

Likhe chahe baar baar

Bas ka na lag paaye ye karobaar

Khwaab mere itne bade jo tu

Sun lega saare toh hasta rahega

Par bhai tera khud pe hi rakhta bharosa

Is kalam ko in kagaazon me ghasta rahega

Aur jo chalta rahega, wo toh chalta rahega

Main karunga wo sab jo mere bas me rahega

Aur jo bas ka nai aisa koi mukaam nai hai

Kabhi zindagi me kia isse sacha kaam nai hai


[Chorus]

Ye kare mujhe phone ab kyu

Ana chahte in my zone ab kyu?

Chahiye bas clout kyuki

Inko bhi maalum main hone waala blow up soon

Ye kare mujhe phone ab kyu

Ana chahte in my zone ab kyu?

Chahiye bas clout kyuki

Inko bhi maalum main hone waala blow up soon


[Verse 2]

Blow up pura scene chahiye lock pe

Blow up , mera sheher chahiye top pe

Tera gaane bas karte impress

Maine panne bhare aise lyrics khade kare raungte

Kaafi sune maine taane the jabhi chala tha hatt ke is duniya se follow karne passion apna

Bolte padhaai me bhi tez tha par dekh isse chal dia todne ab maa baap ka sapna

Dekh mujhe padta ab fark nai, par shuruwaat me in baaton se kaapta tha dil

Toh mat kia karo aise kabhi wahi ladka ek raat me bhare teri salary ka bill

Ha toh mat le stress

Ludo khel tere bas ka nai chess

Aur sun tere liye ye flex, banaaya pichle saal ki kamaayi ko is saal ka tax

Check!


[Chorus]

Ye kare mujhe phone ab kyu

Ana chahte in my zone ab kyu?

Chahiye bas clout kyuki

Inko bhi maalum main hone waala blow up soon

Ye kare mujhe phone ab kyu

Ana chahte in my zone ab kyu?

Chahiye bas clout kyuki

Inko bhi maalum main hone waala blow up soon