Released on August 23, 2019

Thumbnail

Haan tu

Mujhko yaad aati aiese kyu?

Haan tu

Mujhko yaad aati aiese kyu?

Haan tu

Mujhko yaad aati aiese kyu?

Haan tu

Mujhko yaad aati aiese kyu?

Fasalein hai tujhmein mujhmein ab bhi kaafi

Na gila na shukriya na shikhwa na hi maafi

Ha rastein alag alag hamare saathi

Fir kya wajah hai? Har shaam teri yaad aati

Main jab sawarna chahu

Tera chehra hi dikhe hai mujhko

Har ik aaine main

Main sochta hu bhul jaao

Par na rakh main paata khudko

Ab toh dekh daaire main

Yeh chaadaro ki silvaton me rakh

Sambhali maine sard yaadein yeh tumhari

Rakhu sambhale sabse inko

Ya mita du kalko inko shayad hi main

Main likhne baithu toh

Tera hi zikar

Jaise har safa wo tera hai

Main waqif har dafa

Wo jo ishq-e-falsafa

Ha wo ishq bhi toh tera hai

Haan tu

Mujhko yaad aati aiese kyu?

Haan tu

Mujhko yaad aati aiese kyu?

Haan tu

Mujhko yaad aati aiese kyu?

Haan tu

Mujhko yaad aati aiese kyu?

Haan tu

Mujhko abhi yaad aati kyu?

Adhura main yaha, kaha chupi hai aadhi tu?

Kya hi karti hogi yaad hi tu?

Gunah-e-ishq tu, ishq ki saza bhi tu

Mere dil ka zakhm tu

Pata tujhe wo zakhm ka tu hi ilaaj hai

Khaake chot hi toh sikha maine

Bagair jeena tere mujhko aaj hai

Main teri soch main bhi nahi

Tu soch , tu soch abhi kaise mujhmein baaki tu

Main tujhe dosh bhi na du

Kaise sochti hai tu

Haan tu

Mujhko yaad aati aiese kyu?

Haan tu

Mujhko yaad aati aiese kyu?

Haan tu

Mujhko yaad aati aiese kyu?

Haan tu

Mujhko yaad aati aiese kyu?

Main aaj bhi teri hasi yaad karke has deta hu

Warna mere honthon aur hasi ka rishta

Bilkul apne rishtey ki tarah hai