Released on August 23, 2020

Thumbnail

Yeah, Yeah, Yeah, Yeah

Yeah, Yeah, Yeah, Yeah

Kya karna mujhko hasil?

Kya hu main kisi kaabil?

Kya karna mujhko hasil?

Kya hu main kisi kaabil?

Kya karna mujhko hasil?

Kya hu main kisi kaabil?

Kya karna mujhko hasil?

Kya hu main kisi kaabil?

Bechaini si rehti hai dil main

Puchu main khudse hazaro sawal

Kyu raato main jagta

Kya pana hai mujhko

Banaya kyu aiesa yeh haal? (Haan)

Na paise kamaani ki lat hai

Na lalach

Na rakhta main paise sambhal

Bas likhna pasand

Rishtey alfazo se

Dur hi rakhta main baaki bawal

Bas kosu main khudko

Koshishe kaisi (Koshishe kaisi)

Na hoti khatam jispe koshishe

Khawhishe kaisi? (Khawhishe kaisi)

Hu sachmein main kabil toh manzil kaha? (Manzil kahaa?)

Na kabil main toh fir

Yeh bewajah koshish kaisi?

Chahu sabkuch main... yaafir kuch bhina mujhko gawara (Gawara)

Jaanu sabkuch main... yaafir khud se main puchu sawal dubara (Dubaara)

Kya karna mujhko hasil?

Kya hu main kisi kaabil?

Kya karna mujhko hasil?

Kya hu main kisi kaabil?

Kya karna mujhko hasil?

Kya hu main kisi kaabil?

Kya karna mujhko hasil?

Kya hu main kisi...

Milte taaro se mere iraade

Chamaktein hi koi zameen pe gira de

Aur main bhi us ambar sa

Jisne rakhe chipake

Sabse anokhein sitare!

Mujhko kehte wo pagal hai sare

Na samjhein jo mere iraade!

Main ambar umeedo ka

Mera kya?

Bigaadein andheri yeh raatein!

Iraado ka kya

Yeh pal main badaltein hai

Bharose ke badal jo

Barsatein garjatein hai

Aur Jaana meri manzil subah hai!

Isko milne se pehle sitare bhi dhaltein hai

Na maanu haar main... Na chahu main koi sahara (Sahara)

Na chahu jeet bhi, isliye khud se main puchu sawal dubara (Dubaaraaa)

Kya karna mujhko hasil?

Kya hu main kisi kaabil?

Kya karna mujhko hasil?

Kya hu main kisi kaabil?

Kya karna mujhko hasil?

Kya hu main kisi kaabil?

Kya karna mujhko hasil?

Kya hu main kisi....

Yeh safar kaisa, jaha badalte sahil, badalta safar, badalti manzilein

Kabhi na pasand sahil, kabhi safar, kabhi na pasand manzilein

Kabhi na pasand manzilein