Released on February 23, 2020

16K Views

Thumbnail

[Intro]

Aur badtmeezi bardast nahi karenge hum!


[Verse 1]

Raaa!

Abhi adhoori kahani hai, Sar se upar paani hai

Paara toh chadhega, sabko hi chadhi jawaani hai

Ab aana toh padega baatein duniya ko batani hai

Log hi bata denge phir ke kaun nakli praani hai

Jo bola maine phone pe main baaton pe tikunga

Zindagi bhar hogi typing par screenshots nahi lunga

Duniya ke aage baat hogi sareaam maat

Jeetunga shaan se ya haar ke samman mein jhukunga

KALAMKAAR waale weak ho rahe hai

Raftaar, KR$NA Antique ho rahe hai

Pahle studio mein band the jo gaane Indipendent

Ho gaye azaad kuch jyada hi ab leak ho rahe hai

Rap khel hi wo jisme sabko banna 1 number

Chaar launde signed rahenge Raftaar ke hi under

Duniya jeetna chahte par sach nahi bataate

Pahle real to ban jao baad mein ban lena Sikandar

(Kahlon)

Kahan thi maryaada jab baat gharwalon pe aayi?

Kahan tha bhaichaara jab bhadkaaya Harjayi?

Maryaada ki wo baatein saari jhoothi thi

Kehne ko nahi dil se maana tha tumhe bada bhai

(Raa!)

Dilin Nair, Such a Liar tabhi aacha lawyer

Par main pakka shayar chhod ke bhaage lanka kaayar

Raftaar jitni bhi ho chakke jaam main ceat ka tyre

I was born fire tabhi open fire(Open fire)


[Bridge]

Main irritating nahi hoon tum me sunne ki shakti nahi

Pyaar mein jataane wali aadat mujhe janchti nahi

Sab mein hai bhagwan isiliye hoti mujhse bhakti nahi

Meri kala mera taaj mujhse tum bhi chhen sakte nahi

Meri razaon ke aage tera khuda kya hai?

Mujhse wo puchta nahi hai teri raza kya hai?

Mehnat mein toh sirf zoor lagta hai body ka

Dimaag se haraaya inhe, puchte ke wajah kya hai?


[Pre-Chorus]

Bewajah tum faaltu mein ghuste ho

Sach hai bhai, sabka sochne se better Rap karo aacha bhai

Mauke bhi dilao sabko dhokhe bhi khao

Kyunki sabka bhai nahi hota kisi ek ka bhi sachha bhai


[Chorus]

Zakhm the gehra, Dil tha ye keh raha

Niklega diwaali aaj manega Dussehra

Zakhm the gehra, Dil tha ye keh raha

Niklega diwaali aaj manega Dussehra

Zakhm the gehra, Dil tha ye keh raha

Niklega diwaali aaj manega Dussehra

Zakhm the gehra, Dil tha ye keh raha

Niklega diwaali aaj manega Dussehra


[Phone Call]

“Abe ankit mera dimag khaa raha hai ki BC ek taraf hoja ya Muhfaad se mil le, ya hamare saath reh le BC Chutiyapanti

Phir beech mein keh raha ki agar tere ko aise hi, tere ko koi saamp banna hai toh chala ja ek kaam kar aur if you, if you bola leave us then you’re dead bro, tera career khatam hai, Hai yaar chutiyapanti BC”


[Verse 2]

Jikra Harjas ka kiya tha pehle Verses mein

Peeche reh gaye mote bhai dimag ki tum warzis mein

Isi beat pe tu diss kar raha tha na KALAMKAAR ko?

Aur ab fatt bhi rahi hogi Muhfaad tere verses mein

Gayan kam baato yayahn saare hai gayani

Tumne sunni nahi kisi ki bas apni hi sunaani

Nirasha hai ki Badshah ki baat nahi samjhe

“Banda banta tezz par hai kudrat badi sayaani”

Hawabaazi wali Husky awaaz hai

Kuch munh mein liya ya gale pe Ankit ka haath hai

Dhandhe waale jyada din dete nahi saath hai

Maa Behan beech mein la rahe hai jo kya saale anath hai?

Izzat maryada ki kidmat mein haath mat karo

Logo ko fuddu bana ke palta baat mat karo

Halka haath mat rakho sachhayi mein hai taaqat

Isse behtar hai ki Muhfaad ko yaad mat karo

Likhaayi ki rahegi sada beef open

Khaali hai Coffin let jao sleep talking

Duniya ki sun sun ke ho gaya main behra

Har beat lage heaven, main lyrically Beethoven

Gaane ban rahe ni par saane saare ban rahein

Kalamkaar Karma leke bhi ye kaale kaam kar rahe hai

Izzar hai kamaayi bhai khauf toh hai laazmi

Camera ke peeche ye khud saare kaam kar rahe hai

(Raa!)

Gaano mein feminist, ye asliyat se door hai

Parivaar toh banaya par shikhaya nahi usool hai

Gaali maa behno ko pade share karte ye jaroor hai

Ye respect women bol ke shayad khud gaye bhool hai

DNH matlab, Daaru and Hash

Dushro ke dream aur hustle pe attack

Khud kare nashe ye mana kare dushro ko

Kahan se hai real ye, kaha gaye facts?


[Pre-Chorus]

Likh likh ke hai badli maine haatho ki lakeere

Haq ki hai ladaayi ladni hoti hai sabhi ne

Ye KARMA hai jo pad gaya ulta inke seene

Meri maa ke aansu jhoothe hai to sahi kiya Honey ne


[Chorus]

Zakhm the gehra, Dil tha ye keh raha

Niklega diwaali aaj manega Dussehra

Zakhm the gehra, Dil tha ye keh raha

Niklega diwaali aaj manega Dussehra

Zakhm the gehra, Dil tha ye keh raha

Niklega diwaali aaj manega Dussehra

Zakhm the gehra, Dil tha ye keh raha

Niklega diwaali aaj manega Dussehra


[Outro]

Uthi chingaari seene mein toh aanch ban gaye

Mere hathiyaar ye kalam aur saaz ban gaye

Janme toh hum bhi aam insaan hi the

Insaaniyat samajh li toh maharaaj ban gaye