Jahaan

By Cryptic (Pop)

Released on December 10, 2020

Thumbnail

Kyun tujhse hai chaahat

Hai jaise mai jaanun

Naa apni nazakat

Tu jaane

Kya kuch hai ho jaata

Jab saanson mein tu ho

Aur aage ke kisse

Anjaane

Tujhe taaron mein mai dhoond lunga

Sabse jo alag si hogi

Roshni teri jo

Chamkegi

Jahaan ko bhi mai paar karke

Tujhse aake mai milunga

Doosri taraf agar

Tu hogi

Haan karle tu yakeen

Jahan tu mai vahin

Tujhse hi mera jahaan

Kyun tera hi nagma

Jahaan gungunaye

Kadam hai ulfat pe

Tujh tak hai pahunchaaye

Tu sach mein toh hai ya

Hai khwabon ka aalam

Seher se haan pehle

Raaton mein dhal jaaye

Tujhe taaron mein mai dhoond lunga

Sabse jo alag si hogi

Roshni teri jo

Chamkegi

Jahaan ko bhi mai paar karke

Tujhse aake mai milunga

Doosri taraf agar

Tu hogi

Haan karle tu yakeen

Jahan tu mai vahin

Tujhse hi mera jahaan