Kaise ho pehle toh kehne do

Vaise toh maine jo gehne do pehne vo

Khareede kal hi the jaldi mei

Galti kardi maine khareede bas hi do

Khareedi respect inn gaano se

Kari thi hurry par kami thi kaano mei

Kaano ne suni bas meri hi baatein

Ab baatein hi nasha aur nasha hai baaton mei

Aur baaki jaaye bhaad mei

Bartender lagun karun flip poora bar mai

Gaana baje 12 baje saare baje baad mei

Mujhse aake puche velle kaise bana star mai

Tha pehle sе taiyaar aur tha pehle se hi spark man

Kabhi na kabhi yе zimmedaari aa jaati dimaag mei

Karun hotbox jab mai flow se bolen saans le

Call karo jab bhi - bro dnd hun bahar mai

Kaise hua

Yaha itna dhua

Kyu aage ka na dikhta mujh ko

Kitna fooka

Ye likha khud hai

Jo bhi hai hua

Aur aage ka bhi likhna khud hai

Dikhta kuch na

Kaise hua

Yaha itna dhua

Kyu aage ka na dikhta mujh ko

Dikhta kuch na

Ye likha khud hai

Jo bhi hai hua

Aur aage ka bhi likhna khud hai

Dikhta kuch na

Hai dikhta bas, kyun sabko apna bas

Sab apne raste, apne bas mei, apne vash mei

Hun likhta bas, jo dikhta mujhko har

Jagah pe sab haraana chahte auro ko

Hollow hai saare hum, haal hi mei jaane gum

Keemat nahi dikhti toh followers naape hum

Shauk yaha pe sabke hi same, jo auro ke

Toh kaise tujh ko alag banda maane hum

Let me be free from this devilry

Liberal mai skilfully

Fooli hai skills se hi chaati bro visibly

Dekhun mai saara par bolun na zyada mai chup

I let my music speak for me

Kaise hua

Yaha itna dhua

Kyu aage ka na dikhta mujh ko

Kitna fooka

Ye likha khud hai

Jo bhi hai hua

Aur aage ka bhi likhna khud hai

Dikhta kuch na

Kaise hua

Yaha itna dhua

Kyu aage ka na dikhta mujh ko

Dikhta kuch na

Ye likha khud hai

Jo bhi hai hua

Aur aage ka bhi likhna khud hai

Dikhta kuch na