Released on December 20, 2025

Thumbnail

Reality se pehle surreality

Aur phenku bar bar toh kaise sariyan hili

Abey tu baal baal bachega meri dariyadili se

Poora karwan hasega tera

Career finish (haan)

Pehle bola tha na buddy I'm in it

Case study

Peecche 30

Stephen Curry

Imma hit (yeah)

Karu bury

Got a murder on the beat

Hota ja raha kamina

Par na kamiya gini

Ah! Trouble

Yeh bekar bhasad

Yeh bachhe bakte betal bakar

Way par safar

Pe 6-4 duffer

Nahi bachega yeh safe aaj bubble

Mai kaha dekh aaj trouble

Yeh bekar bhasad

Yeh bachhe bakte betal bakar

Way par safar

Pe 6-4 duffer

Nahi bachega yeh

Nahi bachega yeh

Milu near nahi mai underground

Gaadi mai tha-nos killer

Jaise poora thunderstorm, yeah

And they wonder kaun hoga itna Fanney Khan, yeah

Pehle bolte the zyada ab ye bande maun, yeah

(Shhh)

Undercover badshah

Inka jeevan hadsa

Inka demon bole

"Deeper cheeze mai nahi maanta"

Idhar liquor peeke

Pick a pickle wali aapda

Inko kidhar jaane ka hai

Lala khud nahi jaanta

Beg to differ

Jispe jigar nahi hai

Woh nahi kaam ka

Sirf jism se dhake hain

Bheetar hai nahi aatma

Yun toh bhooke banjaron ko

Dharti deti aasra

Jinke dilme nahi hai jagah

Unse nahi hai raabta

Nahi hai raabta

Mai trigger bhi nahi daabta

I figure out the fikar

Zikar nahi hai bhaiya aapka

Seedha bolu

Mujhse thoda rakho faasla

I cripple little egos

Aur mai zara bhi nahi haanfta

Nirvana

My flow like tiki-taka

Mujhse pehle ladke bhidlenge

Tu laana bitchy bhasha

Bachpan se seekha sirf

Welcome to mi casa

Subah drop kara gaana

Maine kal hi toh likha tha

Likha padhi se bana to

Badi ghadi ka irada

Padi worry nahi kisi ki

Inhe pata nahi disha ka

Tabhi hurry nahi kisi ko

Pada khali ye ilaka

Khali garadi charsi

Inki maata maange waada

Haan

Trouble

Ye bachhe bakte betal bakar

6-4 duffer

Nahi bachega yeh

Nahi bachega yeh

Dekh aaj trouble

Ye bekar bhasad

Yeh bachhe bakte betal bakar

We way par brother

Tu vyavhaar badal

Yeh kalam kare ek adh katal

Haan

Yeh kalam kare ek adh katal

Yeh kalam kare

Yeh kalam kare

Yeh kalam kare ek adh katal

Yeh kalam kare

Yeh kalam kare

Dekh aaj trouble

Ye bekar bhasad

Yeh bachhe bakte betal bakar

We way par brother

Tu vyavhaar badal

Yeh kalam kare ek adh katal

Haan