Future (Intro)

By Bella

On Home The Album

Released on February 3, 2021

Thumbnail

[Verse 1]

Lagi thi mujhe bhi bhookh

To ghadi me 3 bana diya gaana

Mai kahin pe ho gaya gum

Toh mere bhi paas ni bacha thikana

Mai rahun jis maale pe paanch

Jism eh mera nai deta ab saath

Vo sune na meri awaaz

Jo mere liye kabhi thi meri khaas

Haan bete mai fookta maal

Mai nashe me rahun na bacha hai kaam

Mai dekhun ab nazar hai sabhi pe

Gaane bhi label ko de diye 7

Aawara toh kehta hai baap

Par qalam ko pata hai mera hisaab

Mai jitna kamata ek din ka

Utna udata mai yaaro ke saath

Kahaniyan meri 1000

Par kisi ko pata nai mera ek raaz

Mai khulli kitaab yaa aesi awaaz

Jo jeeyega sabhi ke baad

Mai likhun nazam toh hote qatal

Na seene ko hota hai dukh

Wo kehta mai "Choosen one"

To kare sabar mеre hissey ke sukh

Yе shaanti kehti hai sab

Wo lage jo labb se milli rakam

Wo gayi jo ghar se khali kasam

Ke dekhun na kabhi mai teri shakal

Mai leta kafan me charas ke dum pe

Bethi wo subway banda badal ke

Seekha hun sab mai

Sabhi me dabb ke

Abhi mai high aur logo me bhapke

Fuck..

Mai kaafi obssessed hun khudi se

Maine seekha dena khudi ko khushi hai

Aur chubhi hai meri har baat toh

Mere me kami nahi mere me khubi hai

Mera ye vaada

Ke kisi me jigar nai badalde

Mera iraada

Mai pala toh middle class

Par middle nahi rehna

Ye kehna hai maa ka

El,paso wo chahte bulana

Mai bars ka chalata cartel

Ye jungle or yahan pe

Lade bina kuch hoga nai haasil

Ye oneway yahan pe jeet ke jeena

Ya maut ke qabil

Tu kisi ka banega qatil

Ya teri maut me hoga koi shamil

Astro tujhe bhi pata hai

Tujhe bhi dikhe na sab (pata hai)

Fuck you tujhe bhi tere hone ka

Chadha hai ghamand (chadha hai)

Camera hote hi chalu

Tu badalde khudi ke rang

Mask off

Tu tere hi kal se gaya hai darr "Future"